ABOUT SPACE
Space ek bishal area,ham keh sakte hai.is Space me hi hai hamari prithbi.or is prithbi me hi hum rehte hai.
Is space bohot planets ianiki grahoka bas hai,bohot
asteroid rehte hai yanha.bohot commets rehte hai yanha,bohot satellights rahte
hai yanha like-Moon.
Hamare Space me anginat tare hai.Scientist kehte hai ki Sirf
hamare Glaxy me hi 2 billion se jada tare hai,hamari Galaxy
ka naam hai Milky Way yeah Galaxy dekhne me
bohoti khubsurat hai.Hamari paski Glaxy hai Andromeda Glaxy
yeah bhi dehne me khubsurat hai lekin hamari apni Galaxy
jada sundar hai.hamari Galaxy ko AkashGanga bhi kehte hai.
Hamari Galaxy ka akhri grah hai pluto,is pluto ko anek log
dwarf planet kehte hai.
Hamari
sabse najdiki tara hai proxima sentauri or alfa sentauri.Hamare Galaxy me pluto ko leke 9 grahe hai.
In sab
graho ka naam hai-Murcury(budh),Venus(sukrah),Earth(prithbi),Mars(mangal),Jupiter(brihaspati),Saturn(shani),Uranus,Neptune,Pluto.So,kulmilake 9 graho hain hamare Galaxy me.Usme se Saturn
ka ek outer ring hai.In graho me se kahi grahe hai jinme ham mission kar shuke
hai jaise-Jupiter,Saturn,Mars etc.Ap sabh log jante hai ki mangal yaniki mars mein pani hua karta tha.yea bat sach hai
ki bohot prachinkal mein mars yani mangal mein panihua karta tha.
Space Missions:
Ham kahi
graho mein mission kar chuke hai.Bharat ke bheja hua mangalyaan jo mars ke liye
banaya gaya tha or yea safal bhi hua tha.mars keliye dusra mission curiosity
rover yea mision bhi bohot achhe se safal hua tha.
Yea to
thi mars ki baat ab ate hai Shani yaniki Saturn pe.Saturn yaniki shani bheja
hua tha casini naam ka ek mision jo NASA ne bheja tha or yea safal bhi hua
tha.aage ke dino mein NASA ka plan hain Dragonfly naam ke ek mission ko Saturn
mein bhejne ka.NASA ka sabse bara mision hai voyager mision yea karib 40 sal
tak space mein yatra kar raha tha.kuchhi din pehle yea hamare galaxy ki antim
rekha ke pas burst ho gaya.Ham hamare Moon pe bohot misions kar chuke hai
jaise,Bharat ka bheja hua chandrayaan 1 and chandrayaan 2.
Chandrayaan 1 or Chandrayaan
2 ko Bharat ke Sabse Bare Sanstha ISRO ne launch ki hai.ISRO ka full
form hai International Space Research Organisation.Chandrayaan
1 mein ek orbitter tha jo bohoti achhe se kam ki tha or Chandrayaan 2 mein 3 hisse the joki hai orbitter
lander or rover.in tino ka nam rakha gaya tha
orbitter rover ko naam diya gaya tha pragyan(Pragyan
rover),lander ko naam diya gaya tha vikram(Vikram
Lander).Is mission mein lander Moon ki surface mein land kar nehi bala
tha leki 2 km ke fasle mein isse hamara sanjog nast ho gaya tha or yea crass
landing kiya tha.lekin iska orbitter bohoti achhe se kam karraha hai or Moon ki
chhabi hane bhej raha hai.Chand pe or bhi kahi Mision hue the jaseki Apollo
mision.is Apollo mision ka ek bhag jo hai Apollo 11 nision usme NASA ne pehli
bar Moon ki surface mein pao rakhne mein samarthit hua tha.aage ja kar chand pe
orbhi kai misions hogi jaise 2024 mein launch kiya jaega NASA ka artemis
mision.jo insanoko Moon pe le jaega.
Hamare
space mein bohoti bari oportunity hai ISS ko sthapan kar na.ISS ka full form
hai International Space Station.Hamare bharat ne bhi ek sundarsa Space Station
Space mein sthapit kar ne mein smarthit hui hai.
Nasa ne
Kepler naam ke telescope ko Space mein set kiya hai.
Hamare galaxy ki tarahi bohot galaxy hai or unsab galaxy ko leke hamara Universe bana hai,is Universe main anginat galaxies hai anginat tare hai,anginat Nebulas hai,or
na jane kitne coomets or asteroids hai.Ham sirf galaxy ke tare ginne ki kosis
kare to 6,000 sal lag jaenge na jane kitne galaxies
hai unme kitne tare hai or ho sakta hai ki unsab tari or graho ke bich koi aisa
graha ho jinme hamari tara inasan rahte hai.so kitna khubsurat hai hamara space
or Universe.
Is space mein sirf ham akele nahi hai scientist kehte hai
ki hamare space mein or bhi prani rehte hai
jinhe ham alien kehte hai.Scientist kehte
hai ki yea alien bohot powerful ho sakte hai hamse.
Inke pas
bohot super natural powers hai jisse yea bohot kuchh kar sakte hai jo ham nahi
kar sakte hai.baigyanik kahte hai ki yea alien
log jis graho mein bas karte hai or us grah jis tare ke pas chakkar kat raha
hai oh grah hamse bohot dur bhi ho sakta hai or pas bhi.alien logo main us tare
ki sab energy ko absorb kar ne ki takat hai.alien dikhte hai hamsse chhote aisa
aksar t.v mein dikhaya jata hai.kisi kisi logo ne alien ko real apni khudki
ankho se dekha hai aisa dava karte hai .so ,sari ghatna ko dekhke aisa lagta
hai ki alien hai.Alien log aksar UFO mein aate dikhaya gaya hai.UFO ka full form hai Unidentified Flying Object.
Jo bhi kaha jay yea space bohoti khubsurat or sundsr hai.
2 Comments
Nice blog
ReplyDeleteThanks
ReplyDelete