About Mars(Hindi)
Mars yaniki Mangal. Mangal ek grah(planet) hai. Mars hamare nikat or paroshi grah hai. Mars ki puri jamin lal hai isliye mars ko lal grah yaniki red planet kaha jata hai. Mars suraj ki age ki graho mein se 4 nambar par hai. Sab kehte hai ki mars mein water bohot pehle raha karta tha. Main bhi yeh manta hu ki mars mein water hua karta tha. Ajki post mein ham inhi sab chiso ke bare mein janenge.
Mars ko red planet kaha jata hai kiuki iske mitti mein bhot sara iron yaniki Fe hai. Iron ke bajhsai iski mitti lal hoti hai or hamko dharti se total planet ko lal dikhai deta hai. Iski mitti ke upar se bhot sal pehle nadia behti thi ye mere or sabka man na hai. Par ab yanhake surface pe aisi koi nadi ya pani nahi hai.
Mars hamare dharti se akar mein chhota hai. Mars ka ek din hamare prithbi ke ekdin se thora chhota hai. Prithbi mein 1 din yaniki 24 hours or mars mein ek din yaniki laghbhag 23 hours. Mars suraj ko pradaksin karne keliye prithbi se kafi jyada samay leta hai. Prithbi laghbhag 365 dino mein suraj ko ekbar pradaksin karta hai. lekin Mars suraj ko pradaksin karne mein 687 din leta hai. So, mars ka 1 sal hamare pritjbi ke 1 sal se kafi jyada hai. Mars ko space se bhoti lal dikhi deta hai. Ham Mars ko prithbi se rat ke bakht dekh sakte hai. Agar ham rat ke bakht Mars ko dekhe to us pal bhi hame Mars ko lal dikhai parta hai, Like a bright star in the night sky.
Mars hamare dharti se kafi chhota hai isliye Mars ka gravitaty prithbi bohot kam hai. Mars ki escape velocity bhi prithbi ke samaks bohot kam hai. So, agar ham Mars se kisi rocket ko launch kare to ham kam fuel mein bhi use launch kar sakte hai. Prithbi gravity or gravitational acceleration hai 9.8 ms-2 or Mars ki gravity hai 3.7 m/s2 .
Prithbi ka ekhi upgrah(moon) hai lekin Mars ki 2 upgrah(moon) hain. Dimos and phobos hai do upgrah ke nam.
Ham mars ke ke upgrah dimos, phobos yaniki mars pe bhi jasa sakte hai. or ham prithbibasi mars par kahibar ja chhuke hai lekin Mars par jane keliye hame bhot time lagta hai. So, hame koi aisa yaan banana hoaga jiske sariye ham mars par bohot kam samay mein ja sakte hai. Scientist us kam karrahe hai. Mars par jane keliye hame 9 mahine lagte hai. Mars par kam smay mein jane keliye Scientist warp driving ki kosis kar rahe hai.
Mars ka mass yaniki weight hai 6.417*1023 Kg. Mars ki escape velocity hai 5.027 km/s2.
yeh thi Mars ki puri jankari.
I hope it is useful to everyone.
Red Mars.

0 Comments